INGATLAH!

HANYA DENGAN MENGINGATI ALLAH... MAKA HATI AKAN MENJADI TENANG...

Sunday, February 10, 2008

Dastaan e Lyrics (Om Shanti Om)

Song : Dastaan e
Film : Filem Om Shanti Om
Actor/actress: Shah Rukh Khan , Deepika





Sune walo, suno aaisa bhi hota hai
Dil deta hai jo, woh jaan bhi kotha hai
Pyaar aisa jo karta hai,kya mar ke bhi marta hai
Aao tum bhi aaj sunlo


Dastaan hai ye ke
ek tha naojawaan jo dil hi dil mein
ek haseena ka tha deewana
Woh haseena thi ke jiski khoobsoorthi
Tha duniya bar mein tha mashoor afsaana
Dono ki yeh kahani hai jisko sabhi
Kehte hai, Om shanti Om


Naojawan ki thi aarzo, uski thi yeh hi justujoo
Us haseena mein usko mile ishq ke saare rang kabool –2
Usne na jana yeh naadani hai
Woh reth ko samja ke pani hai
Kuyn aisa tha, kisliye tha,
Yeh kahani hai


Dastaan hai ye ke
Us dilkash haseena ke nigaho dil mein
koi dusra hi tha
Bey khabar iss baath se
Us naojawan ke kwabo ka anjam tho hona bura hi tha
Toote kwabon ki us dastaan ko sabhi
Kehte hai Om Shanti Om



Sune walo, suno aaisa bhi hota hai
Koi jitna hase utna hi roota hai
Deewani hoke haseena, khaye kya dhoke haseena
Aao tum bhi aaj sunlo

Dastaan hai ye ke

us masoom haseena ne jise chaaha woh
tha aandar se harjaye
Sang dil se dil lagake bewafa ke haat aake
Usne ek din mauth hi paaye
Ek sitam ka phasana hi jisko sabhi
Kehte hai Om shanti Om


Kuyn koi katil samjtha nahi,
Ke jurm koi chuptha nahi
Yeh daag woh hai jo mitha nahin
Rehta hai kooni ke haat par
Koon us haseena ka jab tha huwa

koi wahan tha pohunch to gaya
Lekin use woh bacha na saka
Roya tha pyaar uski maath par



Dastaan hai ye ke
jo pehchaan tha hai kooni ko
woh naojawan hai laut ke aaya
keh rahi hai zindagi ka dil samaj le
uske sar pe cha chuka hai maut ka saaya
janmo ki karmo ki hai kahani jise
Kehte hai Om shanti Om
kehte hai om shanti om
kehte hai om shanti om




(Al Kisah pengkhianatan cinta... )

TO Watch the video clip, go to:

http://www.youtube.com/watch?v=Ev1RTC_WN20








No comments: